Posts

Showing posts from November, 2022

Taare Zameen Par Title Song

Image
     💓 Taare Zameen Par Title Song Lyrics💓 💝LYRICS💝 Dekho inhein yeh hai onss ki boodein Patto ki goodh mein aasamaan se khude Angdai le phir karwat badal kar Nazuk se moti hasde phishal kar Kho na jayee yeh Taare Zameen par Yeh toh hai sardi mein Dhoop ki kirane Uthre jo aangan ko sunehara sa karne Maan ke andhero ko roshan sa karde Thiturti hatheli ki rangat badal de Kho na jayee yeh Taare Zameen par Jaise aankhon ki debiyan mein neediyan Aur neediyan mein meetha sa sapna Aur sapne mein mil jaye faristha sa koi Jaise rango bhari peechkari Jaise Thitliyan phoolo ki pyari Jaise bina matlab ka pyaara rista ho koi Yeh to asha ki lehra hai Yeh to umeed ki seher hai Khushiyon ki nehar hai Kho na jaye yeh Taare Zameen par Dekho raaton ke sene pe yeh to Jhil mil kisi lao se uge hain Yeh to andiyan ke khushbo hai bhago se beh chale Jaise kaanch mein chudi ke tukde Jaise khile khile phoolon ke mukhde Jaise bansi koi bajaye pedo ke taale Yeh to jhoke hai pawan ke Hai yeh ...

Zaroori Tha Lyrics

Image
  💓        Rahat Fateh Ali Khan's Zaroori Tha Song Lyrics     💓 [Intro] Lafz kitne hi tere pairon se lipte honge لفظ کتنے ہی تیرے پیروں سے لپٹے ہوں گے Tune jab aakhiri khat mera jalaya hoga   تُو نے جب آخری خط میرا جلایا ہوگا Tune jab phool, kitabon se nikaale honge تُو نے جب پھول کتابوں سے نکالے ہوں گے Dene waala bhi tujhe yaad to aaya hoga دینے والا بھی تجھے یاد تو آیا ہوگا [Chorus] Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha تیری آنکھوں کے دریا کا اُترنا بھی ضروری تھا Mohabbat bhi zaroori thi, bichadna bhi zaroori tha محبت بھی ضروری تھی، بچھڑنا بھی ضروری تھا Zuroori tha ki, hum dono tawaaf-e-aarzoo karte ضروری تھا کہ ہم دونوں طوافِ آرزو کرتے   Magar phir aarzu'on ka, bikharna bhi zaroori tha مگر پھر آرزوؤں کا بکھرنا بھی ضروری تھا Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha  تیری آنکھوں کے دریا کا اُترنا بھی ضروری تھا [Verse 1]  Bataao yaad hai tumko, wo jab dil ko churaya tha? بتاؤ یاد ہے تم کو، وہ جب دل کو چرایا...